Tuesday 3 April 2012

It is not a two liner but one of the best gazals of him.

Zinda tha to kisi ne na pucha haalat-e-jigar,
Ab mar gaye hain to mitti main dafanany aagaye..
Chor ke dunya ko madhosh huye thy hum,
Woh na janay kya soch kar humko jaganay aagaye..
Na janay kis se pucha hai wafa ne pata mera,
Meri qabar pe bhi humko jaganay aagaye..
Hum to andhere main sonay k aadi they,
Or woh bewafa meri qabar per diye jalanay aagaye..
Zinda tha to ek nazar na dekha pyar se Faraz,
Mar gaye hain to ab qabar pe aansu bahane aagaye..

2 comments:

  1. ham ne maana ke taGHaful na karoge, lekin
    KHaak ho jaayeNge ham tumko KHabar hone tak

    [ taGHaful = neglect/ignore ]

    --Ghalib

    bass itni c he kahani hai, hum to bass taghaful k maare hai...
    marne se pehle aur marne k baad bass shayari he hai....

    ReplyDelete
  2. Wah wah
    why don't you start on Ghalib?

    ReplyDelete